395px

Rishton Ke Saare Manzar

Arijit Singh

रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

जिसमें पाला ह
jismein pala hai
मेरे बचपन का लम्हा-लम्हा, ह
mere bachpan ka lamha-lamha, he
जिसमें पाला ह
jismein pala hai
मेरे बचपन का लम्हा-लम्ह
mere bachpan ka lamha-lamha
जिसमें पाला ह
jismein pala hai
मेरे बचपन का लम्हा-लम्ह
mere bachpan ka lamha-lamha

उजड़ा हुआ सा वो घर
ujda hua sa woh ghar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
उजड़ा हुआ सा वो घर
ujda hua sa woh ghar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

धरता है कितने तोहमत
dharta hai kitne tohmat
मुझपे वजूद मेर
mujhpe wajood mera
धरता है कितने तोहमत
dharta hai kitne tohmat
मुझपे वजूद मेर
mujhpe wajood mera
धरता है कितने तोहमत
dharta hai kitne tohmat
मुझपे वजूद मेर
mujhpe wajood mera

जब भी मैं दिल के अंदर
jab bhi main dil ke andar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
जब भी मैं दिल के अंदर
jab bhi main dil ke andar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

वो राहगुज़र कभ
woh rahguzar kabhi
जो मंज़िल की इब्तिदा थ
jo manzil ki ibtida thi
ग रे ग स, रे स रे न
ga re ga sa, re sa re ni
स नि स ध, नि ध नि प, ग प स
sa ni sa dha, ni dha ni pa, ga pa sa

वो राहगुज़र कभ
woh rahguzar kabhi
जो मंज़िल की इब्तिदा थ
jo manzil ki ibtida thi
वो राहगुज़र कभ
woh rahguzar kabhi
जो मंज़िल की इब्तिदा थ
jo manzil ki ibtida thi
उसको मैं अब पलट कर
usko main ab palat kar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
उसको मैं अब पलट कर
usko main ab palat kar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
हाथों में सब के ख़ंजर
haathon mein sab ke khanjar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
रिश्तों के सारे मंज़र
rishton ke saare manzar
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon
चुप-चाप देखता ह
chup-chap dekhta hoon

Escrita por: Anup Jalota / Harsh Brahmbhatt