din pyaar ke aaye re
din pyaar ke aaye re
nazar mil jaaye to gori sharamaaye
javaani kahe haay
din pyaar ke aaye re
din pyaar ke aaye re
o raaja ye bataaye
jo gori sharamaaye
to kaun kahe haay!
din pyaar ke aaye re

o gori kah de prit ye kisane sikhaayi
kisane tere nainon ki nindiya churaayi
o o o o o oy
mujhe naam to aaye re
mujhe naam to aaye re
kaha bhi na jaaye raha bhi na jaaye
to kyon na kahoon haay!
din pyaar ke aaye re

o raaja mohe apani dulhaniya bana le
gore gore haathon mein mehandi laga de
o o o o o o...
dil dar dar jaaye re
ke raaja mehandi laaye
dulhan nahin aaye
to raaja kahaan jaaye
din pyaar ke aaye re
din pyaar ke aaye re

Composição: