395px

Que Allah perdone (feat. Shilpa Rao)

Sonu Nigam

Allah Maaf Kare (feat. Shilpa Rao)

Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya ikraar mein

Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare

Dekha tujhe to saansein ruk gayin
Sajde mein yeh aankhein jhuk gayin
Teri ibadat ho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare

Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tauba tauba tere pyaar mein
Lut gaya ikraar mein

Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke
Aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein, apne sawaalon mein
Uljha sa jata hoon main
Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke
Aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein, apne sawaalon mein
Uljha sa jata hoon main

Ho ladte ladte aankhein lad gayin
Dil ki baatein aage badh gayin
Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare
Meri to sudh-budh kho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah

Mana zamana yeh deta hai tana yeh
Thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon
Ab to tumhara hoon main
Mana zamana yeh deta hai tana yeh
Thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon
Ab to tumhara hoon main

Ho aate jaate dekhoon tujhko
Jaane hua hai yeh kya mujhko
Sabse baghawat ho gayi Allah maaf kare
Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah

Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tauba tauba tere tu lut gaya

Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tauba tauba tere tu lut gaya

Que Allah perdone (feat. Shilpa Rao)

Tauba tauba en tu amor
Me perdí en mi confesión

Me enamoré de ti, que Allah perdone
Me arrepiento, que Allah perdone
Me enamoré de ti, que Allah perdone
Me arrepiento, que Allah perdone

Al verte, mi respiración se detuvo
Mis ojos se inclinaron en la postración
Tu adoración, que Allah perdone
Me enamoré de ti, que Allah perdone

Me arrepiento, que Allah perdone
Tauba tauba en tu amor
Me perdí en mi confesión

Estos días de juventud, la historia de mi corazón
Así es como paso mis días
En tus pensamientos, en mis preguntas
Me enredo
Estos días de juventud, la historia de mi corazón
Así es como paso mis días
En tus pensamientos, en mis preguntas
Me enredo

En medio de peleas, mis ojos se enamoraron
Los pensamientos del corazón avanzaron
Un poco de travesura, que Allah perdone
Perdí mi juicio, que Allah perdone
Me enamoré de ti, Allah

Aunque el mundo me critica
Soy un poco rebelde
Sea como sea, así soy
Ahora soy tuyo
Aunque el mundo me critica
Soy un poco rebelde
Sea como sea, así soy
Ahora soy tuyo

Cuando te veo venir y ir
No sé qué me ha pasado
Me he vuelto muy desobediente, que Allah perdone
He perdido toda mi decencia, que Allah perdone
Me enamoré de ti, Allah

Hey, me enamoré de ti, que Allah perdone
Me arrepiento, que Allah perdone
Tauba tauba, te has perdido

Hey, me enamoré de ti, que Allah perdone
Me arrepiento, que Allah perdone
Tauba tauba, te has perdido

Escrita por: Kumaar / Pritam