Kash Yeh Pal
Jal
sajana de baajon main te, jike hun ki karna rabba
anjuvi hun muk gaye saare, hun te milaade rabba
kismat ka yeh khel hai, milana tha hamane kabhi
haathon ki lakeeron mein, likha tha yeh sabhi
koi jaane na maane, yeh saath hai kitana hansi
kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye
jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye
janam janam ka yeh saath hai, chhutata yeh aise nahi
pyaar tera aisa mila ki, abb koi bhaata nahi
baahon mein aake teri saanson mein simat jaaye
kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye
jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye
ashq ban jaaye, pal tham jaaye
ashq ban jaaye, yeh pal tham jaaye
haathon ki, kismat ki
koi jaane na maane
saath hai kitana hasin
kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye
jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Jal y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: