
Pairon Mein Bandhan Hai
Aishwarya
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai,
Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shor.
Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shor.
Sab darwaaze karlo band,
Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor.
Pairon mein bandhan hai.
Tod de saare bandhan tu,
Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor.
Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor.
Dil ke sab darwaaze khol,
Dil ke sab darwaaze khol,
Dekho aaye, aaye chor.
Pairon mein bandhan hai.
Kahoon mein kya, karoon mein kya,
Sharam aajati hai.
Na yun tadpa ke meri jaan,
Nikalti jaati hai.
Tu aashiq hai, mera sacha,
Yakin to aane de.
Tere dil mein agar shaq hai,
To bas phir jaane de.
Itni jaldi laaj ka,
Ghunghat na kholoongi,
Sochoongi phir soch ke,
Kal parson bolungi.
Tu aaj bhi haan na boli,
Oye Kudiye teri doli,
Le na jaaye, Koi Aur
Pairon mein bandhan hai,
Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shor.
Sab darwaaze karlo band,
Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor.
Tod de saare bandhan tu,
Hoye, Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor.
Dil ke sab darwaaze khol,
Dil ke sab darwaaze khol,
Dekho aaye, aaye chor.
Pairon mein bandhan hai.
Jinhe milna, hai kuch bhi ho
Aji mil jaate hain,
Dilon ke phool,
To pathjhad mein bhi khil jaate hai.
Zamaana doston, dil ko,
Deewaana kehta hai.
Deewana dil, zamaane ko,
Deewana kehta hai.
Le mein saiyaan, aagayi
Saari duniya chod ke,
Tera bandhan baandh liye,
Saare bandhan tod ke.
Ek duje se jud jayen,
Aa hum dono ud jayen,
Jaise sang patang aur dor.
Pairon mein bandhan hai,
Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shor
Sab darwaaze karlo band,
Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor.
Tod de saare bandhan tu,
Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol,
Dil ke sab darwaaze khol,
Dekho aaye, aaye chor.
Sab darwaaze karlo band,
Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor.
Haan dekho aaye, aaye chor.
Dekho aaye, aaye chor.
Arre dekho aaye, aaye chor



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Aishwarya y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: