visualizaciones de letras 694

Kal Raat Ho Gayi

Alka Yagnik

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya
kal late hue, voh keh naa sake
jo kehni thi voh dil mein rahi, voh dil mein rahi

kya kehna tha?
kehna tha ke pyaar ho gaya hai
kehna tha ke dil kho gaya hai
kehna tha ke jee naa sakenge
haan kehna tha ke phir kab miloge

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya
kal late hue, voh keh naa sake
jo kehni thi voh dil mein rahi, voh dil mein rahi

kya kehna tha?
kehna tha ke pyaar ho gaya hai
kehna tha ke dil kho gaya hai
kehna tha ke jee naa sakenge
haan kehna tha ke phir kab miloge

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya

main tere baare mein sochta raha
haan, main tere baare mein sochta raha
mera dil bas tujhko chaahta raha

mila pal bhar ko mujhse yeh haal kar gaya
tera yun milne aana kamaal kar gaya

na jaane phir kab kaise milna hoga jaana
jaldi aaoongi kuch der dil ko samjhaana
oh oh, aah aah aah aah

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya

mile jo tanhaai mein, ghoomte rahe
ho, mile jo tanhaai mein, ghoomte rahe
labon se ruksaaron ko choomte rahe
nahin jaana tha phir bhi chhod ke gaye
hum ek duje ka dil tod ke gaye
thode se deewane the aur thode se paagal
bikhri bikhri zulfein thi aur bikhra tha aanchal
aah aah, aah aah aah aah

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya
kal late hue, voh keh naa sake
jo kehni thi voh dil mein rahi, voh dil mein rahi

kya kehna tha?
kehna tha ke pyaar ho gaya hai
kehna tha ke dil kho gaya hai
kehna tha ke jee naa sakenge
haan kehna tha ke phir kab miloge

kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya
kal late hue, voh keh naa sake
jo kehni thi voh dil mein rahi, voh dil mein rahi

kya kehna tha?
kehna tha ke pyaar ho gaya hai
kehna tha ke dil kho gaya hai
kehna tha ke jee naa sakenge

haan kehna tha ke phir kab miloge
kal raat ho gayi, mulaqaat ho gayi
kuch sun bhi liya, kuch keh bhi diya


Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Alka Yagnik y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección