visualizaciones de letras 633

Yeh Pyaasi Mohabbat

Alka Yagnik

Yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani
adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani
jhuki Hui Hei Raat Ye
ruki Hui Hei Baat Ye
yeh Chaandni Raat Aage Chale
ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale
yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani
adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani
jhuki Hui Hei Raat Ye
ruki Hui Hei Baat Ye
yeh Chaandni Raat Aage Chale
ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale

kab Kaun Jaane Kahan Chala Jaaye
mausam Yahan Se Vahan Chala Jaaye
aisa Na Ho Ye Sama Chala Jaaye
oh, Kab Kaun Jaane Kahan Chala Jaaye
mausam Yahan Se Vahan Chala Jaaye
aisa Na Ho Ye Sama Chala Jaaye
jhuki Hui Hei Aankh Bhi
ruki Hui Hei Saans Bhi
kuch To Mulaaqaat Aage Chale
ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale
yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani
adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani

bole Ye Nazar Ye Zubaan Chali Jaaye
yeh Dil Gaya Ab Ye Jaan Chali Jaaye
door Door Tak Ye Daastaan Chali Jaaye
oh, Bole Ye Nazar Ye Zubaan Chali Jaaye
yeh Dil Gaya Ab Ye Jaan Chali Jaaye
door Door Tak Ye Daastaan Chali Jaaye
jhuka Hua Hei Aasmaan
ruka Hua Hei Ye Jahaan
saara Jahaan Saath Aage Chale
ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale
yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani
adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani
jhuki Hui Hei Raat Ye
ruki Hui Hei Baat Ye
yeh Chaandni Raat Aage Chale
ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale


Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Alka Yagnik y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección