
Galtiyan
Arijit Singh
rabba ve
ghaltiyaan tujhse jo, mujhse jo
hui jo, yun hi jo ghaltiyaan
jaane kyun hamse yun hoti hai ghaltiyaan
ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan
maaloom hai hamko, raahon mein baithi wo
khone ko rahti hai na
maaloom hai hamko, raahon mein baithi wo
khone ko rahti hai na
roke hai khud ko yun chalne se phir hum kyun
tham ke bhi hoti hai na
jaane kyun hamse yun hoti hai ghaltiyaan
ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan
ek din hai aana wo, tujhko hai jaana jo
jaana hi hoga re, jaan
hey, ek din hai aana wo, tujhko hai jaana jo
jaana hi hoga re, jaan
tune jo na ki to chhodega kya tumko
jab hongi na ye hastiyaan
chupke se kar lena, dil mere, ghaltiyaan
ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan
ghaltiyaan tujhse jo, mujhse jo
hui jo, yun hi jo ghaltiyaan
honni hai, hoengi, hone de ghaltiyaan
ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan (ghaltiyaan, ghaltiyaan)
ghaltiyaan (ghaltiyaan), ghaltiyaan, ghaltiyaan
(ghaltiyaan, ghaltiyaan)



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Arijit Singh y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: