
Gazab Ka Hai Yeh Din
Arijit Singh
chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jaana kahan
lapata hue saare raaste
dhoondega humein yeh zamana kahan
yeh samaa hai kaisa
muskurane jaisa
dheemi baarishein hain har jagah
yeh nasha hai kaisa
doob jaane jaisa
jaagi khwaishein hain har jagah
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
paani hoon paani main
haan behne do mujhe
jaisa hoon waisa hi
rehne do mujhe
duniya ki bandishon se
mera naata hai kahan
rukna theharna mujhko aata hai kahan
yeh samaa hai kaisa
muskurane jaisa
dheemi baarishein hain har jagah
yeh nasha hai kaisa
doob jaane jaisa
jaagi khwaishein hain har jagah
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
neeli hai kyun zameen
neela hai kyun samaa
lagta hai ghaas par soya aasmaan
yeh mastiyan meri
manmaniyan meri
lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
yeh samaa hai kaisa
muskurane jaisa
dheemi baarishein hain har jagah
yeh nasha hai kaisa
doob jaane jaisa
jaagi khwaishein hain har jagah
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jaana kahan
lapata hue saare raaste
dhoondega humein yeh zamana kahan
yeh samaa hai kaisa
muskurane jaisa
dheemi baarishein hain har jagah
yeh nasha hai kaisa
doob jaane jaisa
jaagi khwaishein hain har jagah
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
dekho zara



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Arijit Singh y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: