
Yaadien Wohi
Arijit Singh
mera dil ab udd gaya
yaadon mein kho gaya
khud se baatein kar gaya
yaadon mein kho gaya
mujhko, tairna hi nahi
doob jaun yahin?
khwab se yeh phir jud gaya
yaadon mein kho gaya
mera dil ab ud gaya
yaadon mein kho gaya
yaadein, yaadein, yaadein wohi
yaadein, yaadein, yaadein wohi
kyun udasi aankhon mein hai
pal yeh jeeke yaadein bun loon
gungunati hai zindagi
chupke chupke usko sun loon
waqt rehta nahi ruka
yeh bhi dil ke jaisa hai kya
woh guzra nahi, woh thehra nahi
main hi to bas thehar gaya
dil hi dil mein ghul gaya
yaadon mein kho gaya
mera dil phir udd gaya
yaadon mein kho gaya
mujhko, tairna hi nahi
doob jaaun yahin?
khwab se ye phir jud gaya
yaadon mein kho gaya
mera dil ab ud gaya
yaadon mein kho gaya
yaadein, yaadein, yaadein wohi
yaadein, yaadein, yaadein wohi



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Arijit Singh y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: