Transliteración automática
Gaafil
Bilal Ansari
बिलाल अब तक गाफिल थbilal ab tak ghaafil tha
मेरा हमसफर ही मेरी खुशियों का कातिल थmera humsafar hi meri khushiyon ka qaatil tha
हाँ, उसके इरादों से बिलाल अब तक गाफिल थhaan, uske iraadon se bilal ab tak ghaafil tha
कैद हूँ सलाखों के पीछे मqaid hoon salaakhon ke peeche main
हर रोज यही मेरा हाल हhar roz yahi mera haal hai
नहीं इसको मैं उल्लंघ पा रहnahi isko main ulaangh paa raha
चारों तरफ ग़मों की दीवार हchaaron taraf ghamon ki deewaar hai
मन को रोज बहलाता हman ko roz behlaata hoon
पर तेरी यादें करती शिकार हpar teri yaadein karti shikaar hai
आज भी करती शिकार हaaj bhi karti shikaar hai
ज़िंदगी में वो पहले वाला सुकून रहा नzindagi mein woh pehle wala sukoon raha na
काम हो गया है मेरा सिर्फ आँसू बहानkaam ho gaya hai mera sirf aansoo bahaana
बीत गया वक्त, और बदल गया ज़मानbeet gaya waqt, aur badal gaya zamaana
पर आज तक बिलाल का दिलpar aaj tak bilal ka dil
किसी और से लगा नkisi aur se laga na
अटका हुआ हूँ मैं, आज भी तेरे ही खयालों मatka hua hoon main, aaj bhi tere hi khayaalon mein
कुछ बदलाव न आया मुझ में इतने सालों मkuch badlaav na aaya mujh mein itne saalon mein
तुझे खोने के बाद भी तुझमें ही खोया हtujhe khone ke baad bhi tujhmein hi khoya hoon
अपने आँसुओं में खुद को ही डुबोया हapne aansuon mein khud ko hi duboya hoon
टूटे हुए इस दिल की भी सुन ले ऐ खुदtoote hue is dil ki bhi sun le ae khuda
अब बिलाल इस दर्द से चाहता है पनाहab bilal is dard se chahta hai panaah
यहाँ नहीं रहा कोई अपना सगyahaan nahi raha koi apna saga
ज़िंदगी हो गई मेरी, किसी मुसाफिर की तरहzindagi ho gayi meri, kisi musaafir ki tarah
मेरा हमसफर ही मेरी खुशियों का कातिल थmera humsafar hi meri khushiyon ka qaatil tha
हाँ, उसके इरादों से बिलाल अब तक गाफिल थhaan, uske iraadon se bilal ab tak ghaafil tha
गाफिल थghaafil tha
याद आते हैं वो लम्हे जब हम साथ होते थyaad aate hain woh lamhe jab hum saath hote the
एक दूसरे के खातिर हम कितना रोते थek doosre ke khaatir hum kitna rote the
नहीं होता यकीन कि वो सब किस्से झूठे थnahi hota yaqeen ki woh sab qisse jhoothe the
मैं प्यार समझ कर उन लम्हों को जी रहा थmain pyaar samajh kar un lamhon ko jee raha tha
पर दुनिया की तुझे हर खुशी दे रहा थparo duniya ki tujhe har khushi de raha tha
अपनी हर ख्वाहिश छुपा लेता थapni har khwahish chhupa leta tha
क्योंकि बिलाल तो तेरे हुक्म पर झुक रहा थkyunki bilal to tere hukm par jhuk raha tha
पर तूने इस मोहब्बत में क्या किरदार निभायparo tune is mohabbat mein kya kirdaar nibhaaya
प्यार मुझसे और दिल किसी और से लगायpyaar mujhse aur dil kisi aur se lagaaya
बिलाल was blinded by your lovebilal was blinded by your love
क्यों मैं तेरे इरादों से वाकिफ न हो पायkyun main tere iraadon se waaqif na ho paaya
अब ये खाली मकान काटता है मुझab ye khaali makaan kaatta hai mujhe
और ये अकेलापन भी खाता है मुझaur ye akelapan bhi khaata hai mujhe
क्यों मैंने तुझसे दिल लगाया थkyun maine tujhse dil lagaaya tha
अपने आप पर ही गुस्सा आता है मुझapne aap par hi gussa aata hai mujhe
तेरे इश्क में बिलाल हो गया था गुमराहtere ishq mein bilal ho gaya tha gumraah
मेरी आँखों पे पड़ चुका था पर्दmeri aankhon pe pad chuka tha parda
I played my role welli played my role well
पर तूने क्यों नहीं किया अपना हक अदpar tune kyun nahi kiya apna haq adaa
तेरे खयालों की रस्सी से मैं बंधा हtere khayaalon ki rassi se main bandha hoon
तेरे इश्क में हो गया मैं अंधा हtere ishq mein ho gaya main andha hoon
चोर कर दिया तेरी बेवफाई नchoor kar diya teri bewafaai ne
हो गया तेरे पीछे मैं आधा हho gaya tere peeche main aadha hoon
मेरा हमसफर ही मेरी खुशियों का कातिल थmera humsafar hi meri khushiyon ka qaatil tha
हाँ, उसके इरादों से बिलाल अब तक गाफिल थhaan, uske iraadon se bilal ab tak ghaafil tha
राहत का तो नाम-ओ-निशान नहीं हraahat ka to naam-o-nishaan nahi hai
पर, बता क्या तू इंसान नहीं है?paro, bata kya tu insaan nahi hai?
क्या तेरा ज़मीर मर चुका हkya tera zameer mar chuka hai
क्या बिलाल के तुझपे कोई एहसान नहीं है?kya bilal ke tujhpe koi ehsaan nahi hai?
मुझपे कैसी है तेरी ये आदत सवारmujhpe kaisi hai teri ye aadat sawaar
बहती है आँखों से अश्कों की धारbehti hai aankhon se ashkon ki dhaar
आंसुओं का कम नहीं होता बहावaansuon ka kam nahi hota bahaav
मुझसे नहीं छूट पा रहा तेरा लगावmujhse nahi chhoot paa raha tera lagaav
मेरा हमसफर ही मेरी खुशियों का कातिल थmera humsafar hi meri khushiyon ka qaatil tha
हाँ, उसके इरादों से बिलाल अब तक गाफिल थhaan, uske iraadon se bilal ab tak ghaafil tha
हाँ बिलाल अब तक गाफिल थhaan bilal ab tak ghaafil tha
बिलाल अंसारbilal ansari



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Bilal Ansari y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: