
Fakeera Ghar Aaja
Jubin Nautiyal
tujhko yaad hai bata
bhuli bisri woh jagah
usme lipti woh subah
us ek angan ko bana
tu zameen aur aasman
phirta kyun hai yun tanha
doori jo darmiyaan hai
tujh mein aur aashiyaan mein
kar de kam fasle tu o
dastak tu de yahan pe
sunte hai dar wahan pe
kar de kam fasle zara
tu chhod zid ko
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
ajnabi seheron ki tu
kyun bahon mein soye
yun ginta sitaare
majhdhaar ki hai aadat
paas mein hi the hamesha kinare
tune dil pe tha likha
tere ghar ka pata
sidhe aksharon mein yun
kyu akela is tarah
bandh moh ki doriyan
udta dil ka patanga
doori jo darmiyaan hai
tujh mein aur aashiyaan mein
kar de kam fasle tu oo
dastak tu de yaha pe
sunte hai dar wahan pe
kar de kam fasle zara
tu chhod zid ko
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Jubin Nautiyal y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: