Tanha Hua (feat Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi & Shadab Faridi)
Jyoti Nooran
rabba duhaiyan
roothi parchaiyan
jaane anjaane
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
aankh mein nahi hai dekho
qatra koi bhi uska
haa
auron ka toh hona kya tha
apna bhi main na ho saka
aa
dil ki gehraiyaa
pooche sacchaiyan
jaane anjaane
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
duniya ka mela dekhun
khudko akela dekhun
dil albela dekhun ghamzada
duniya ka mela dekhun
khudko akela dekhun
dil albela dekhun ghamzada
dekh le ae dil bewafa
chahaton mein karke wafa
yaadon se paa lunga main
apna bana lunga main
jaan gawa lunga main iss dafa
yaadon se paa lunga main
apna bana lunga main
jaan gawa lunga main iss dafa
meri agwaiyan karti ruswaiya
jaane anjaane
main yaar yaar kehna
main yaar yaar kehna
ohde naal naal rehna sadaa
main yaar yaar kehna
main yaar yaar kehna
ohde naal naal rehna sadaa
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar baar tanha
main roz roz tanha
main beshumar tanha hua



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Jyoti Nooran y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: