
Teri Yaadon Mein
kk
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
teri yaadon mein khoya rehta hoon
mujhko dasti hai tanhaaiyan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
tu jo judaa ho gayi
teri sadaa kho gayi
dekh le phir zindagi
haa kya se kya ho gayi
jab se bichdi hoon
rab se kehti hoon
kitna suna hai tera jahaan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
kaise kate zindagi maayusi bebasi
raahen sabhi kho gayi
roshani de roshani
main toh rehti hoon teri raahon mein
bekhabar mujhko dhunde kahaan
phirta rahoon dar badar
milta nahi tera nishaan
hoke judaa kab main jiya
tu hai kahaan main kahaan
teri yaadon mein khoya rehta hoon
mujhko dasti hai tanhaaiyan



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de kk y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: