
Jalta Hai Badan
Lata Mangeshkar
jalta hai badan
ho ... hay! jalta hai badan
pyaas bhadaki hai
pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan - 2
ishq se kah do ki le aaye kaheen se saavan
pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan - 2
jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale
daur par daur chale, aao lag jaao gale
aao lag jaao gale kam ho seene ki jalan
pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan - 3
o aah! jalta hai badan
dekh jal jaayenge ham, is tabassum ki kasam
ab nikal jaayega dam, tere baahon mein sanam
dil pe rakh haath ki tham jaaye dil ki dhadakan
pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan
ishq se kah do ke le aaye kaheen se saavan
pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan - 2
o ... haay jalta hai badan
jalta hai badan ...



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Lata Mangeshkar y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: