
Patli Kamar Hai
Mukesh
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Khilen phool si teri jawani
Koi bata de kaha kasar hain
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Main chanchal madmast pawan hu
Jhoom jhoom har kali ko chumu
Bichhad gayi main ghayal hirni
Toofan dhundu ban ban ghoomu
Meri zindagi mast safar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Tum bin naina ki barsaatein
Rok na paaun laakh manaau
Main behte dariya ka paani
Khel kinaaron se badh jaaun
Bandh na paaun
Naya nagar ek nayi dagar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai
Aaja mere manchaahe baalam
Aaja tera aankhon mein ghar hain
Patli kamar hai tirchhi nazar hai



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Mukesh y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: