
Hua Hain Aaj Pehli Baar (feat. Amaal Mallik & Armaan Malik)
Palak Muchhal
hua hai aaj pehli baar
jo aise muskuraya hoon
tumhe dekha toh jaana ye
ke kyun duniya mein aaya hoon
hua hai aaj pehli baar
jo aise muskuraya hoon
tumhe dekha toh jaana ye
ke kyun duniya mein aaya hoon
ye jaan lekar ke jaa meri
tumhe jeene main aaya hoon
main tumse ishq karne ki
ijaazat rabb se laaya hoon
zameen se aasmaan tak
hum dhoondh aaye jahan saara
bana paaya nahi ab tak
khuda tumse koi pyaara
zameen se aasmaan tak
hum dhoondh aaye jahan saara
bana paaya nahi ab tak
khuda tumse koi pyaara
baaton mein teri hain badmashiyan
sab bewajah ki hain tarifiyaan
main likh doon aasmaan par ye
ke padh lega jahan saara
hua na hoga ab koi
yahan hum do sa dobara
main duniya bhar ki taarifein
tere sajde mein laaya hoon
main tumse ishq karne ki
ijaazat rabb se laaya hoon
rabb se laaya hoon
tu hai jo rubaru mere
bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana
khuda se roj karta hoon
tu hai jo rubaru mere
bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana
khuda se roj karta hoon
humko pata hai yeh nadaniyaan hain
aawara dil ki hai aawariyan
yeah dil pagal bana baitha
ise ab tu hi samjha de
dikhe tujhme meri duniya
meri duniya tu banja re
hoon khushkismat jo kismat se
tumhe aise main paaya hoon
main tumse ishq karne ki
ijaazat rabb se laaya hoon



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Palak Muchhal y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: