visualizaciones de letras 5.579

Meri Jaan (feat. Sanjay Leela Bhansali & Gangubai Kathiawadi)

Neeti Mohan

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan

aayi hai jo raat nasheeli
iski har ik baat nasheeli
tu bhi aa karle nasha

dono ki mulaqat nasheeli
nashe ki yeh barsaat nasheeli
tu bhi aa karle nasha

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan

subah tak bhi na utrega
nasha yeh iss pal ka
ismein jeele kya karna hai
vaada yeh kal ka

subah tak bhi na utrega
nasha yeh iss pal ka
ismein jeele kya karna hai
vaada yeh kal ka

ik teri hi khatir
yeh jaam hai chhalka

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan

meri aankhon se kam gehra
nasha paimano ka ho ho ho

meri aankhon se kam gehra
nasha paimano ka
inmein hi toh doobna chahe
dil mehmano ka

teri khatir hai toda
yeh khwaab deewano ka haaye

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan

aayi hai jo raat nasheeli
iski har ik baat nasheeli
tu bhi aa karle nasha

dono ki mulaqat nasheeli
nashe ki yeh barsaat nasheeli
tu bhi aa karle nasha

meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan meri jaan


Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Neeti Mohan y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección