visualizaciones de letras 210

Aaj Ki Raat (feat. Alisha & Mahalaxmi Iyer)

Sonu Nigam

Shaam hai, jaam hai aur hai nasha
Tan bhi hai, man bhi hai pighla hua
Chhayi hai rangeeliyan
Phir bhi hain betabiyaan

Kyun dhadakta hai dil? Kyun yeh kehta hai dil?
Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?

Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga
Jo hamesha tha mera bhi mera hoga
Kaun kiske dil mein hai faisla hoga

Faisla hai yahi jeet hogi meri
Oh, deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?

Aao main tumse kahoon baat chupke se
Rang badlegi pal mein raat chupke se
Tumko le jaaonga phir saath chupke se

Jaaoge tum kahan? Dekho main hoon yahan
Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?

Escrita por: Javed Akhtar / Shankar Ehsaan Loy. ¿Los datos están equivocados? Avísanos.

Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Sonu Nigam y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección