visualizaciones de letras 21

Don't Say Alvida (feat. Shreya Ghoshal)

Sonu Nigam

ajeeb itefaaq hai kya mulaqat hai
ajeeb itefaaq hai kya mulaqat hai
mil gaye aaj phir koyi toh baat hai
takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye

Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida
Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida

chalte chalte raahon mein rukane laga hoon
aisa toh nahi tha jaisa ho gaya hoon
chalte chalte raahon mein rukane laga hoon
aisa toh nahi tha jaisa ho gaya hoon

aaye hawa toh milu muskurake
kisse sunaau karu teri baatein

jaane kyun lagata hai yeh sapna
kyun koyi ho raha hai apna
aise kyun kho rahi hai duniiya
kyun lage abb nahi hoon tanha

takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye

Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida
Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida

shikawa nahi hai tujhase shikaayat nahi hai
teri har baat mujhko achchhi lagati hai
shikawa nahi hai tujhase shikaayat nahi hai
teri har baat mujhko achchhi lagati hai
dekho jo mudke darta hai yeh dil
kahin raason pe kho na jaaye manzil

tera yuun milana ek karam hai
dil mera tod na kasam hai
tere bina tanha tanha hum hai
ruk ja zindagi kasam hai

takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye

Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida
Don’t say alvida don’t say alvida
Don’t say alvida na kaho alvida


Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Sonu Nigam y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección