
Deewana Dil Hai Mera
Sunidhi Chauhan
--MALE--
Deewana dil hai mera, deewana dil hai tera
Deewanepan mein chhupa deewaangi ka mazaa
--FEMALE--
Dil mera tujhko hi jaane, dil tera mujhko hi jaane
Jo dil se pyaar karte hai, keh laate hai deewane
--MALE--
Main tera deewana, tu meri deewani
--FEMALE--
Tu mera deewana, main teri deewani
--BOTH--
Deewana dil hai mera, deewana dil hai tera
Deewanepan mein chhupa deewaangi ka mazaa
--FEMALE--
(Neend mein jab tu aaye, aankhon mein jab samaaye
Dil yeh maange duaayein, khwaab na toot jaaye) - 2
--MALE--
Tujhko khwaabon ki yaara kya hai ab zaroorat
Jo khwaab dekha tha tune, voh ban gaya hai haqeeqat
Main tera deewana, tu meri deewani
--FEMALE--
Tu mera deewana, main teri deewani
Hey yea yea yea, ho oh oh oh
(Meri dhadkan se tera ek ajeeb rishtaa hai
Tu yaad jab bhi karta hai, dil zor se dhadakta hai) - 2
--MALE--
Main dil hoon tu meri dhadkan dil mera mujhse kehta hai
Jo chot lagti hai tujhko to dard mujhko hota hai
Main tera deewana, tu meri deewani
--FEMALE--
Tu mera deewana, main teri deewani
Deewana dil hai mera, deewana dil hai tera
Deewanepan mein chhupa deewaangi ka mazaa
--MALE--
Dil mera tujhko hi jaane, dil tera mujhko hi jaane
Jo dil se pyaar karte hai, keh laate hai deewane
--FEMALE--
Tu mera deewana, main teri deewani
--MALE--
Main tera deewana, tu meri deewani



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Sunidhi Chauhan y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: