
Teri Yaad Bahut Ab
Sunidhi Chauhan
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain
yeh pal jaane kyon aate hain
woh pal jaane kyon jaate hain
yaadon ka yeh kaisa dariya
ham pal mein hi beh jaate hain
maaloom nahi saahil hai kahaan
maaloon nahi manzil hai kahaan
iss haal mein jeena mushkil hain
har saans tujhe hi bulaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
kabhi milte ho tum khwaabon mein
kabhi milte ho tum yaadon mein
apana bankar kyon rehte ho dilbar mere inn aankhon mein
har waqt mere nazdeek raho kuchh meri suno kuchh apani kaho
teri yaadon pe jo khushbu hain meri saanson ko mehkaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Sunidhi Chauhan y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: