Kamsin Kali Teri Gali
Vinod Rathod
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat - 2 yeh nazakat
aankhon mein hai jheel si gehrai
kamsin kali teri gali
teri adaa sabse judaa
tu hai haseen aur main hu jawaan
meri adaa sabse judaa
main hu haseen main hu jawaan
aye maane na maane na maane na maane na
dil mera maane na maane na maane na
zulfen teri jaise ho ghat chaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat yeh nazakat
aye tujhse shuru tujhse khatam
mera jahaan aye jaaneman
mujhse shuru mujhse khatam
tera jahaan aye jaaneman
aaye jaaye na jaaye na jaaye na jaaye na
tere siwa dil kahi jaaye na
jara jaan le meri wafaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat yeh nazakat
tu meri mohabbat hain
arey yeh meri kismat hain
main teri mohabbat hu
yeh teri kismat hain
aye aaye na aaye na aaye na aaye na
tere siwa chain bhi aaye na
ibaadat teri meri khudaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
la la la la
zu zu zu zu



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Vinod Rathod y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: