
Allah Duhai Hai
ZAYN
tune kar di hai thodi dooriyan
dabaa ke rakhin dil mein sau farebiyan
elaan hai yeh zakhmi jigar ka
hunn vekh tamasha chhad gallan saariyan
jhoothi mohabbat hai teri fitrat
har martaba sau dafaa tune kiya daga
nasha tera
nasha nashila nashila hai
allah duhai hai
phir jaan pe aayi hai
abb to tabaahi hai
haan tere pyar mein
allah duhai hai
phir jaan pe aayi hai
haan tere pyar
allah duhaai hai
phir jaan pe aayi hai
ab to tabaahi hai
haan tere pyar mein
zindagi tujhko kaise mod pe phir le aayi
kuch lamhon mein duniya se hogi teri rihaai
tere gunaahon ki saza tujhe mile abhi
hum bhi nahi chhodenge, naa chhodega ilaahi
junoon bhi tu
nasha bhi tu
talab tu meri
mitana hai tujhiko to
yeh zidd hai meri
jayega tu kahaan
tujhi pe nazrein meri
main kar doon tabaah tujhe
yeh zidd hai meri
nasha tera
nasha nasheela nasheela hai
allah duhaai hai
phir jaan pe aayi hai
ab to tabaahi hai
haan tere pyar mein
allah duhaai hai
phir jaan pe aayi hai
abb to tabaahi hai
haan tere pyar mein
allah duhaai hai
phir jaan pe aayi hai
ab to tabaahi hai
haan tere pyar mein
allah duhaai hai
phir jaan pe aayi hai
abb to tabaahi hai
haan tere pyar mein



Comentarios
Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra
Forma parte de esta comunidad
Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de ZAYN y explora más allá de las letras.
Conoce a Letras AcademyRevisa nuestra guía de uso para hacer comentarios.
¿Enviar a la central de preguntas?
Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.
Comprende mejor con esta clase: