visualizaciones de letras 936

Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai (feat. Udit Narayan)

Alka Yagnik

raat khwabon mein, bekarari mein
hosh mein dilbar ya khumari mein
dil mera kehta hai baar-baar
aapko pehle bhi kahin dekha hai

raat khwabon mein, bekarari mein
hosh mein dilbar ya khumari mein
dil mera kehta hai baar-baar
aapko pehle bhi kahin dekha hai

pal do pal ka saath hai
kehni kitni baat hai
izhar kaise karu
main tumse anjan hoon
thoda sa haira hoon
ikrar kaise karu

raho me takrayenge ye socha na tha
ham aise mil jayenge ye socha na tha
yaar yadon mein, ya khayalo mein
in andheron mein, ya ujalon mein
dil mera kehta hai baar-baar
aapko pehle bhi kahin dekha hai

sapanon ki baraat mein, pehli mulakat mein
deewana main ban gaya
in afsanon ki kasam, sari duniya se sanam
begana main ban gaya
kya hal hai mera tumse
main kaise kahu
lekin ye bhi mushkil hai
chup kaise rahu
rang-e-mehfil mein, yake mele mein
bhid mein, janam ya akele mein
dil mera kehta hai baar-baar
aapko pehle bhi kahin dekha hai

raat khwabon mein, bekarari mein
hosh mein dilbar ya khumari mein
dil mera kehta hai baar-baar
aapko pehle bhi kahin dekha hai


Comentarios

Envía preguntas, explicaciones y curiosidades sobre la letra

0 / 500

Forma parte  de esta comunidad 

Haz preguntas sobre idiomas, interactúa con más fans de Alka Yagnik y explora más allá de las letras.

Conoce a Letras Academy

¿Enviar a la central de preguntas?

Tus preguntas podrán ser contestadas por profesores y alumnos de la plataforma.

Comprende mejor con esta clase:

0 / 500

Opciones de selección