Inicia sesión para activar tu suscripción y eliminar los anuncios

Iniciar sesión
visualizaciones de letras 19

Kismat Mein Bichhadana

Geeta Dutt

mukesh:
kismat mein bichhadnaa tha, huyi kyon un se mulaaqaat re

Geeta:
na rooth ke mujhse jaa, ke mera dil nahin mere haath re

mukesh:
kismat mein bichhadnaa tha, huyi kyon un se mulaaqaat re

Geeta:
tu koun hai ye maaloom nahin-2
phir dil kyon tujhe bulaata hai
taqdeer ne chhoda saath, magar
tu chhod na mera saath re

mukesh:
kismat mein bichhadnaa tha, huyi kyon un se mulaaqaat re

mukesh:
mein apana sab kuchh kho baitha -2
kya pyaar men tera bigada re

geeta:
tu aa ke dekh ek baar,hai meri
aankhon me barsaat re

mukesh:
kismat mein bichhadnaa tha, huyi kyon un se mulaaqaat re

mukesh:
yaad aa ke na rastaa rok mera -2
mujhe jaane de, mujhe jaane de

Geeta:
ek baar lout ke aa, thaam le
aa kar mera haath re

mukesh:
kismat mein bichhadnaa tha, huyi kyon un se

Agregar a la playlist Tamaño Cifrado Imprimir Corregir Enviar la traducción

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Geeta Dutt e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500


Opções de seleção