Inicia sesión para activar tu suscripción y eliminar los anuncios

Iniciar sesión
visualizaciones de letras 47

Pyaar kar, ikraar kar

Kavita Krishnamurthy

--MALE 1--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--CHORUS--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar

--MALE 1--
(Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza) - 2
Jab koi lagta hai dil-o-jaan se pyaara
Uska nazrein churaana nahin hota hai gawaara
Majboor karta hai pyaar, yeh dil ka sauda hai yaar - 2

--FEMALE--
Yeh dil ka khel ajeeb hai yaar
Jeet mein bhi kabhi hoti hai haar

--MALE 1--
Jeet ho ya haar ho
Aar ho ya paar ho
Chaahe jo bhi ho saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 2--
Hey hey hey hey, hey hey hey hey
La la la, la la la, la la la la
Aitbaar hua hai, mujhe pyaar hua hai
Koi lage apna sa, pehli baar hua hai
Paana hai ab to usse, chaaha hai dil ne jisse - 2

--FEMALE--
Paayega kaun, khoyega kaun
Kiska naseeb kya jaanega kaun

--MALE 2--
Jo bhi ho naseeb mein
Mehboob ho kareeb mein
Chaahe jo ho rab ki raza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 1--

Agregar a la playlist Tamaño Cifrado Imprimir Corregir Enviar la traducción

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Kavita Krishnamurthy e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver más en el blog


Opções de seleção