Inicia sesión para activar tu suscripción y eliminar los anuncios

Iniciar sesión

Ek Mulaqaat (feat. Shreya Ghoshal)

Vishal Mishra

Waaqif nahi hai tu mujhse oh sanam
Jitna dard doge rahega utna kam
Jaane hui kaise yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum

Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Ho

Rabba rabba karta hai
Dard dard mera
Duniya kyun samjhe na
Ishq ishq mera

Kisi ko kabhi na mile
Yaara se judaai

Mera nahi mera nahi
Waqt waqt mera
Tootey nahi tootey nahi
Sabr sabr tera

Marke bhi karunga na
Tujhse bewafai

Waqt lagta hai
Zara si der hoti hai
Kabhi toh sau janam bhi
Kam pad jaate hain

Main samajhti hoon
Magar yeh dil nahi samjhe
Lehar se kyun kinaare
Mil na paate hain

Jaane hui kaise yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum

Isse pehle ke mera tootey bharam
Isse pehle ke mera tootey bharam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Ishq ke dariya mein dil
Dekho doob doob jaye
Haar gaya jo khudse
Woh phir haar nahi lag paaye

Ek taraf hai saari duniya
Ek taraf janam hai
Chhodke sab kuch ishq nibhaye
Kaisa pagalpan hai

Na lauta ne, na majnu ne
Kheli aisi baazi
Rab naraz hai
Lekin phir bhi donon ke dil raazi
Rab naraz hai
Lekin phir bhi donon ke dil raazi

Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Agregar a la playlist Tamaño Cifrado Imprimir Corregir Enviar la traducción
Compuesta por: Javed-Mohsin / Rashmi Virag / Sameer Anjaan. ¿Los datos están equivocados? Avísanos.

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Vishal Mishra e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver más en el blog


Opções de seleção